Rehan M Din said:
whr is my sweet sis...???
missing her...
koi gupshup nahi...
koi khair khabar nahi...
aa jao jee...
~Fragi~ said:nahi sugerless hai
~Fragi~ said:
§Allah Rakhi§ said:Säçhi ?me b
Rehan M Din said:
§Allah Rakhi§ said:wesy e zalim hain?
ae hae hae hae....
boht zalim hain...
chotay bachon kay lunch box sai lunch nikal kar kha jatay hain...
Rehan M Din said:
aik sai aap ka guzara nahi hota ho ga na... iss liye aap ki GFs hon gi na...
~Fragi~ said:bohat ilm hai
sun_shine said:ok jee,per woh hain kaun?
~Fragi~ said:Jhoot e Azam
Rehan M Din said:
achay achay kaam karo to kyoun aisa sun-na paray...
koi dawat program karo...
koi sair sapatay karao...
kuch gift shift bhejo...
MISS SCORPIO said:
§Allah Rakhi§ said:
MISS SCORPIO said:Yahe keh yeh janab, kai agar woh insaan sache dil sai mohaabat kartah hai aur araam sai aur pyaar sai izhaar karta hai toh uss mae koi drama bazi nahi hai. Agar woh uska pyaar na izhaar karti toh woh admee samaj kaar peecha hatt jahtah hai.
Haan usse dukh toh hota hai zaorror liken shayad kuch aur bhi hosakta hai.
Kabhi kabhi wajahh majburi sah hosakti hai yah iss waja sai kai usse koi diljaspi nahi hai iss baat peh.
Aur rahi baat drama bazi ki, kabhi naa kabhi kisi doosray ki waja sei drama baaz shuru hojata hai, jaise koi bahara wala chai keh kisi ki zindagi mae bas pareshani hi rahe.
Agar woh insaan apnay dil ki baat bhi kardah aur usse barf jaise saluk milay uski baat kai leeyeh toh waha bhi drama bazi hosakta hai, kyunki kisi koh apnay dil ki baat koh batana koi asaan kaam hi nahi aur shayaed uss rejection ki waja sae uska dukh itna hi ho kia wohi drama bazi kare.
Joh lokk pagalpan mae drama bazi karteh unkeh saar kaah ilaaj hi karna chaiyeh.
I hope that's enough for you to understand.
mujhe ap tay lecture shay tuch b shamajh ni aya
Chashmah lagah kaar phir sey parr loh.
~Fragi~ said:Yaar yeh 16 th century ka love to ho sakta hai per aj ka nai
~Fragi~ said:i think
jab aap kissi ko kehtey ho k aap ko us sey mohabat hai aur bina waja us ko chor jatey ho aur jab jee chata hai wapis aa jatey ho
tu i think yeh drama bazi he hoti hia
Gee-Z said:
firstly define love ? cz mostly hum loog emotional honay ko bhi love etc sumaj laytay hain ,
n jahan piyar hoo wahan asii baatoon k yaqeen nahi karwaya jata k am sincer or flirting etc aur ya bhi sharat nahi k jis ko hum love karian woh bhi kary ok...love is a beautiful thing am nt talking abt filmi love .
so if u love someone tou us ko feel karwaoo k am sincer ager woh phir bhi na manay tou its ok ... cz love mai give n take nai hota
YAS said:yaar tumne to mujhko bhi soch mein daldiya...